Thursday, March 15, 2012
Monday, January 23, 2012
ZindaGi to0 nahi ,,,,,,,,,,,,,, !!
Wo jO badla tO robarO hum bhi badal gaye
Wafa ki thi us se kOi bandagi tO nahi
Us k bin'na bhi zaindagi tO kat hi jaye gi
Hasrat-e-zidagi tha wO shart-e-zindagi tO nahi
Dil aakhir tu kyun rota hai ,,,,,,,,,,,,,,, !!
Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai
Duniya mein yunhi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai
Mo0hbat hum se karni ho0 to0,,,,,,,,,,,,!!!
Mo0hbat hum se karni ho0 to0 phir wada nahi kaRna, ye wade hum ne Dekhe hai ke aksar tut jaate hain
Mo0hbbat hum se karni hai to0 phir jid bhi nahi karna,
ye jid bhi hum Ne dekhi hai ke sathi chhot jate hai
...
Mo0hbbat hum se karni hai to phir tohfa nahi dena,
ye tohfe hum ne Dekhe hai baho0t majbo0r karte hai
Mo0hbbat hum se karni hai to0 phir shikwa nahi karna,
ye shikwe hum ne Dekhe hai diloo0n koo doo0r karte hai
Mo0hbbat hum se karni hai to phir Ro0ya naa karna,
ye Aanso0n hum ne Dekhae hai dilo0n ko cheeR dete hai.
!! ,,,,,,,,,,,,,,,,,, !!
Iss tarha doo0be hain ussss ki yado0n ke samandaR main
Ke diL ka dhaDakna be usss ke kadmoo0n ki awaz lagti hai...!!!!
Bekhabar ,,,,,,,,,,,,,, !!!
Kitna Ajeeb Apni Zindgi Ka Safar Nikla
Sare Jahan Ka Dard Apna Muqaddar Nikla
Kar Diya Naam Jiske Zindgi Ka Har Lamha
Afsos wo hi Apni Chahat Se Bekhabar Nikla........
Subscribe to:
Posts (Atom)
