tumne bhi kam nasiib pe kam nigah ki
iss ne to khair zindagi apni tabaah ki
hum dono duniyadaar nahi hain shayad issliye
surat koi nazar nahi aati nibaah ki
pathat samahj ke jise tum thukra ke chal diye
iss dil pe nigahein thin bahut mehar wa maah ki
halaat bewafaii pe majboor kar gaye warna
isse bhi chaah bahut thi nibaah ki
unnnki nzara me pyaar gumaah-e-azim hai
khuda taufeeq dae unnhe aise gunaah ki
apne ko rashk-e-MEER samjhe hain 'badr' ji
gumraah kar gayi hai sadaa waah waah ki
No comments:
Post a Comment