Friday, January 13, 2012

Azmana chahiye tha


 



Wafa ko aazmana chahiye tha
humara dil dukhana chahiye
tha
Aana na aana meri marzi hai
tumko to bulanachahiye tha
Humari khwaahish ek ghar ki thi
use sara zamaana chahiye
tha
Meri aankhein kaha nam hui thi
samundar ko bahana chahiye
tha,,,,,,,,,, !!!

No comments:

Post a Comment